-
باب:کس جانور کی قربانی کرنامکروہ ہے؟
حدیث:علی رضی اللہ عنہ سےروایت ہےکہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نےہمیں حکم
دیاکہ ہم قربانی کےجانور کی آنکھ اورکان اچھی طرح دیکھ لیں تاکہ اسمیں کوئی
نقص نہ ہواور ہمیں منع فرمایاکہ ہم اس جانور کی قربانی نہ کریں جسکے کان
اگلی طرف سےیا پچھلی طرف سےکٹے ہوئےہوں یاپھٹےہوئے ہوں یاان میں سوراخ ہو
(ترمذی، حدیث 1538، کتاب الاضاحی
Baab: Kis Janwar ki Qurbani Karna Makrooh hay? Hadees: ALi Rz.A Se Riwayat hay Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam Ne Hamain Hukum Diya K Hum Qurbani K Janwar Ki Aankh Aor Kaan Achi Tarah Dekh lain ta k Os main Koi Nuqs na ho Aor hamain Mana Farmaya K Hum Os Janwar Ki Qurbani Na Karain Jis K Kaan AgLi Taraf se Ya PichLi Taraf Se Katay Hoye hon ya Phatay hoye hon Ya in mai Sorakh ho (Tirmizi, Hadees #1538, Kitab uL Azahi)

No comments:
Post a Comment