۔
حج کےلیے نہ جانےوالوں کےلیے عرفہ کاروزہ رکھنامستحب ہےاور حاجیوں کومیدان
عرفات میں 9ذی الحجہ کےدن روزہ نہیں رکھناچاہیئے
مفہوم حدیث: ابن عمر رضی اللہ عنہمافرماتے ہیں کہ میں نےنبی علیہ السلام،
ابوبکر، عمر اورعثمان رضی اللہ عنہم کےساتھ حج کیاان میں سےکسی نےبھی اس دن
کاروزہ نہیں رکھا
(ترمذی، حدیث #730،
کتاب الصوم، باب:میدان عرفات میں عرفہ کاروزہ رکھنامکروہ ہے)
Hajj k Liye Na janay Walon k Liye Arfa Ka Roza Rakhna Mustahab hay Aor Hajion ko Maidan e Arafat mai 9 ZiL-Hajja k Din Roza Nahi Rakhna chahiye. Mafhome Hadees: Ibne Umar Rz.A Frmatay hain k Mene Nabi Alaihe Salam, Abo Bakar, Umar aor Usman Razi Allah Anhum k Sath Hajj kia, in Main se Kisi ne bhe Es Din ka Roza Nahi Rakha (Tirmizi, Hadees #730, Kitab us Soum, Baab: Maidan e Arafat mai Arfa ka Roza Rakhna Makrooh hay)

No comments:
Post a Comment